Bin Bulaya Mehmaan - Bhag 6
Bhag 6 · 6 chaptersBin Bulaya MehmaanAll chapters
"nahi bas.... bas..... ruk..... jaao...aaaahhhh...oooohhh" meri yoni ne dher sara paani chhod diya tha.
"maja aa raha hai na. Ye mast gaand isi maje ke liye mili hai tumhe aur tum nakhre karti hai." chacha ne index finger ke saath apni middle finger bhi mere chhidra mein daal di aur bola, "ab aur jyada maja aayega."
"ruk jaao dehaati aaahhhhh."
Par dehati laga raha. Uski ungliyan bahut teji se mere peechle chhidra mein ander baahar ho rahi thi aur chap chap ki awaaj kamre mein gunj rahi thi. Ek tarah se ungliyon se dehati mere saath nitamb maithun kar raha tha. Lekin mere liye sharam ki baat ye thi ki main bahakti ja rahi thi.
Achaanak chacha ruk gaya. Usne dheere se mere chhidra se ungliyan nikaal li. Main vaha behosh si padi thi. Meri saanse bahut tej chal rahi thi. Aankho ke aage andhera sa chha raha tha.
Chacha ne mere nitamb ke gumbadon ko failaya aur mere chhidra par thuk gira diya. Mujhe kuch samajh nahi aa raha tha ki vo kya kar raha hai. Mujhe hosh jab aaya jab mujhe apne nitamb ke chhidra par kuch moti si cheez mahsus huyi. Us moti si cheez ne mere chhidra ke aas paas ke bahut bade area ko gher liya tha.
"y...y...to vo hai." mujhe khyaal aaya aur main chatpatane lagi.
"hato peeche...tumne to had kar di hai aaj." maine peeche gardan ghuma kar kaha.
Mere chatpatane se uska ling mere chhidra se hat gaya tha aur ab mere nitambo ke theek upar meri aankho ke saamne jhul raha tha.
"oh my god ye kya hai?"
"lund hai aur kya hai...gagan ka nahi dekhti kya?"Chacha ka ling gagan ke ling se doguna lamba tha aur motayi bhi us se kaafi jyada thi. Maine kabhi sapne mein bhi nahi socha tha ki ling itna bhimkaay bhi ho sakta hai. ling ka supada pure ling ke muqable kuch jyada hi mota tha. Ling ke neeche dehati ke andkosh bhi bade the jo ki ghane kaale baalon mein chhupe the.
"itna bada kaise ho sakta hai tumhara."
"tumhari aankho ke saamne hai…chhu kar dekh lo….hahahaha" chacha besharmi se hasne laga.
"shut up. Tum kya karne ja rahe the."
"kuch nahi itni shunder gaand hai tumhari. Mere is bechare lund ko darshan karva raha tha. Isne aaj tak aisi gaand nahi dekhi."
Mera chehra sharam se laal ho gaya. kisi ne bhi aaj tak mujhe aisi baat nahi boli thi.
"dekho bahut ho gaya. Hato ab. Mere paaon ka dard ja chuka hai."
"thodi der aur ruk jaao. Bas thodi si maalish baaki hai tumhari."
"mujhe aur maalish nahi karvaani."
"nahi ye jaroori hai. Dard phir se aa gaya to."
"aa jaane do. Dekha jaayega. Main khub samajh rahi hun tum kya karna chaahte ho. Vo main nahi hone dungi."
"pata hai mujhe. Gagan ki biwi ke saath main bhi aisa kuch nahi karunga. Yakin karo main ye ander nahi daalunga."
"tumhara koyi bharosa nahi hai tumne rakh to diya tha ne mere vaha abhi."
"vo bas ise ek baar tumhari khubsurati ka ahsaas dilaana chaahta tha."
"khub samajhti hun main tumhare iraade."
"Main haath se apna kaam kar lunga. Baahar rahne do ise."
"nahi...."
"agar dubara main ise tumhare chhed par rakhun to tum turant mujhe hata dena. Main hat jaaunga."
Chacha ne dono ungliyan vaapis mere nitamb ke chhidra mein daal di aur apne baayein haath se apne mote ling ko hilaane laga. Chacha kuch is tarah se meri taraf dekh raha tha ki maine sharam se apni nazre ghuma li. Maine vaapis apna sar ghuma kar bistar par tika diya. Mere nitamb ke chhidra mein ghum rahi chacha ki ungliyan phir se mujhe kuch majboor sa kar rahi thi aur main khoti ja rahi thi. turant ek aur orgasm ne mujhe gher liya aur main jor se cheella kar jhad gayi.
Koyi aadha ghanta ye sab chalta raha. Mujhe uske haafne ki bhi awaaje aa rahi thi.
Achaanak mera mobile baj utha. Main uthana nahi chaahti thi par phone gagan ka tha isliye uthana pada.
"h...hello."
"kya huva nidhi."
"k...k..kuch nahi."
"moch theek huyi ki nahi."
"haan ho gayi."
Idhar main baaton mein lagi thi udhar chacha ne mere chhidra se ungliya nikaal li thi aur mere nitamb ko apne baayein haath se choda kar rakha tha. Bas sukun ye tha ki usne vo mere vaha nahi rakha tha.
"tumhe bell nahi sunayi di kya kab se baja raha hun. Darvaaja kholo. Main baahar khada hun baarish mein."
"k...k...kya tum baahar khade ho."
Tabhi mujhe apne peechle chhidra par paani ki tej dhaar si mahsus huyi. Chacha ne dher saara virya mere chhidra par gira diya tha. Do ungilyon ke ander baahar hone se mera chhidra khula huva tha isliya kaafi maatra mein chacha ka garam garam virya mere peechle chhidra mein chala gaya. Garam garam virya mere ander rista huva mujhe mahsus ho raha tha. main sharam aur glani se chakna chur hoti ja rahi thi. aisa nahi hona chaahiye tha par ho gaya tha.
Maine turant phone kaat diya aur boli, "gagan aa gaya hai hato jaldi."
Chacha buri tarah haanp raha tha. Vo turant mere upar se hat gaya. Magar hatate hatate usne mere daayein gumbad par jor se chaanta maara.
"ouch...ye kya badtamizi hai." main cheellayi.
"maja aa gaya kasam se hehehehe." vo hansta huva baahar chala gaya.
Maine furti se apni panties aur salwaar upar chadhayi aur apne baal theek karke mukhya dwar ki aur daudi.
"itna time kyon lagaya tumne." gagan gusse mein tha.
"sorry main sho gayi thi. Kapde ulas pulas ho rakhe the. Chacha ghar mein hain kapde theek karke hi baahar aayi hun"
"hmm… chacha ji ne bhi bell ki awaaj nahi suni."
"vo bhi shayad sho rahe hain. Aur baarish ke shor mein kuch sunayi bhi to nahi de raha."
"haan ye bhi hai. Par dekha chacha ji ne theek kar di na tumhari moch."
Chacha ka virya jo mere chhidra se baahar rah gaya tha vo tapakta huva meri jaangho tak aa gaya tha. Mujhe bahut uncomfortable feel ho raha tha. Mera saara dhyaan tapakte virya par hi tha. Isliye gagan ne kya kaha mujhe suna hi nahi.
"arey kaha kho gayi." gagan ne mujhe kandhe se jhakjor kar kaha.
"vo sho kar uthi hun na isliye."
"main kah raha tha ki dekha chacha ji ne moch utaar di na."
"haan utaar to di par....."
"par kya." Ab main kaise kahti ki chacha ne moch ke bahane mere saath kya kiya.
kaise bataati gagan ko ki chacha ne apna virya mere nitamb mein daal diya hai.
nahi bata sakti thi. dheere dheere mujhe hosh aa raha tha aur main sharam aur glani se mari ja rahi thi. mujhe chacha ka virya abhi tak mere ander mahsus ho raha tha aur main man hi man use bahut galiya de rahi thi.
"par kya nidhi"
"kuch nahi aao tumhe garma garam chai bana kar deti hun." maine baat ko taalne ki kosish ki.Maine gagan ko drawing room mein hi baitha diya kyonki bedroom mein bistar ki haalat theek nahi thi. Bistrar ki chaddar buri tarah beekhri huyi thi jaise ki us par kabbaddi huyi ho. chaddar ka bada hissa meri yoni ke ras se bheega huva tha. bedroom mein chacha ke virya ki smell bhi faili huyi thi kyonki shayad virya ki kuch boonde kamine ne chaddar par bhi gira di thi. Aise mein gagan ko bedroom mein le jaana theek nahi tha. Vo vaise hi darvaaja deri se kholne ko lekar sawaal jawaab kar rahe the. Is sab udhedbun mein mujhe toilet jaakat chacha dwara mere upar girayi gayi gandagi ko saaf karne ka moka hi nahi mila. Main apne ander aur baahar dehati ka virya liye ghum rahi thi. Vaise to main chai bana rahi thi kitchen mein magar main baar baar kitchen se baahar aakar dekh rahi thi ki kahi gagan bedroom mein na chala jaaye. Bedroom mein camera bhi laga tha. Use lekar bhi main bahut pareshaan thi. Camera maine chacha ka pardafaash karne ke liye lagaya tha. Magar ab main recorded clip gagan ko nahi dikha sakti thi. Usme meri siskiyan bhi record ho gayi thi aur meri vo cheenkhe bhi record ho gayi thi jo ki main har charam ke vakt karti thi.
Main gagan ke liye chai lekar aayi to chacha bhi angdayi leta huva apne kamre se baahar aa gaya.
"arey gagan beta tum aa gaye, nidhi beti ek cup chai mere liye bhi leti aao."
"abhi laati hun." main chacha ko gusse mein ghurti huyi vaapis kitchen mein chali gayi. Maine chai gas par rakhi aur turant bedroom mein jaakar sabse pahle bistar ki bedsheet badli. Uske baad maine camera se recorded clip delete ki. Apne nitamb ki safayi karne ka time mere paas nahi tha. Ye sab kaam karke main vaapis kitchen mein aayi to chai ubal rahi thi. Maine chai cup mein daali aur chai lekar drawing room ki taraf chal di.
"chacha ji aapne bhi bell nahi suni...itni gahri neend aa gayi thi kya aapko."
"vo beta nidhi ko moch utaarte utaarte bahut thak gaya tha main. Nase bahut buri tarah ek dusre par chadhi thi."
"chacha ji chai." maine unki baaton ko kaatate huve kaha.
"dudho nahaao puto phalo" chacha ne chai ka cup lete huve kaha. Uski nazre meri nazron par gadi thi. Ajeeb si besarmi thi uski aankho mein. Mujhe apne najre jhukaane par majboor kar diya tha uski najro ne.
"chacha ji jo bhi ho...maan gaye aapko. Aapne moch utaar hi di. Vaise kaise utaarte hain aap moch...mujhe bhi sikha dijiye...dubara kabhi jaroorat padi to main moch utaar dunga nidhi ki."
"nidhi ko sab seekha diya hai maine. Tum is se puchho...."
"haan to nidhi bataao kya seekha tumne?"
"m...m...maine kuch nahi seekha. M...mera matlab main sab bhool gayi." main vichalit ho gayi.
"bhool gayi. Koyi baat nahi kal phir se seekha dunga tumhe. Garam paani to yaad hai na tumhe. Bataao kaha daala tha maine."
ye sunte hi mere hosh ud gaye. Mera peechla chhidra apne aap sikudne phoolne laga. Aisa lag raha tha jaise ki vo mujhe vaha chacha ke virya ke hone ka ahsaas dila raha ho. Mujhse kuch bole nahi ban raha tha.
"garam paani main kuch samjha nahi." gagan ne ashcharya bhaav mein puchha.
"bataaunga pahle nidhi ko jawaab dene do. Kaha daala tha garam paani maine nidhi beti."
Main sharam se paani paani ho rahi thi kyonki vo garam paani abhi bhi mere nitamb ke ander tha. Chacha jaanbujh kar aisi baate kar raha tha. Mujhe gussa aane laga tha. Maine baat ko sambhalte huve kaha, "oh haan paaon par takhne ke paas hi to daala tha aapne paani."
"hmm..tumhe to sab yaad hai. Sabaas." chacha ne kaha.
"chacha ji mujhe bhi to kuch bataayein."
"vo darasal moch utaarne ke baad thoda garam nidhi ki nason par daala tha. Us se araam bana rahega. Kyon nidhi beti araam hai ki nahi."
"ji haan hai." main bol kar turant vaha se khisak li.
Main bedroom mein ghusi hi thi ki gagan bhi mere peeche peeche bedroom mein aa gaye aur mujhe baahon mein bhar liya.
"tumhare office se jaldi aaya hun. Is baaris ne aag laga rakhi hai tan badan mein.
Aao kuch ho jaaye."
"kya huva aaj tumhe...ye baaris ka asar hai ya kuch aur."
"tum bahut pyari lag rahi ho."
Gagan ne mujhe bistar par leta diya aur mere upar late gaye. Unhone mere honto ko chumna shuru kar diya. Kab mera naada khula aur kab unka ling mujh mein sama gaya pata hi nahi chala. Hamesa ki tarah gagan ne sambhog ka asim aanand diya mujhe. Unke har dhakke par meri siskiya nikal rahi thi. Main 4 baar jhadi gagan ke saath. Gagan ne apne charam par pahunch kar meri yoni ko apne virya se labalab bhar diya. Kuch der hum yu hi pade rahe. Lekin mujhe kitchen mein khana bhi banana tha. Isliye main gagan ko nirvastra hi chhod kar baahar aa gayi. Jab main kitchen mein ja rahi thi tab mujhe achaanak ye khyaal aaya ki us vakt mere agle peechle dono chhidron mein virya hai. Aage mere pati ka virya hai aur peeche kamine dehati ka virya. Maine turant nahaane ka faisla kiya aur bathroom mein ghuss gayi.
Chacha ko sunday ko gaaon vaapis jaana tha. Saturday ko hospital mein check up karvakar vo jaane ki baat kar raha tha. Par gagan ne use ek din aur rukne ko mana liya. Abhi budhvaar chal raha tha. Pure 3 din baaki the abhi chacha ki ravangmi mein. Main gagan ki anupasthiti mein uske saath nahi rahna chaahti thi. Isliye maine raat ko zid karke gagan ko 3 din ki chutti lene ke liye mana liya. Gagan ne ye baat bade khus ho kar chacha ko batayi.
"chacha ji main ghar par hi rahunga teen din. Aapko jyada vakt nahi de paya tha kaam ke kaaran. Lekin ab aapko shikayat nahi rahegi."
Chacha ka chehra ye sun kar latak gaya tha. Main chupchap khadi man hi man muskura rahi thi.
Jab gagan bedroom mein the to moka dekh kar chacha chupchap kitchen mein aaya aur dheere se bola, "tumne roka hai na gagan ko ghar par."
"ji haan maine socha unko time hi nahi milta aapse jyada baat karne ka. Isliye unhe teen din ki chutti lene ko kaha."
"mera maja kharaab hoga to tumhara kon sa bach jaayega. Maja to tum bhi leti ho na mere saath."
"jyada bakwaas mat karo aur mujhe khana banaane do." maine kathorta se kaha.
Chacha apna sa muh lekar chala gaya. Uski haalat dekhne wali thi. Ab main ghar mein jaanbujh kar chacha ko jalaane ke liye matak matak kar ghum rahi thi. Chacha ghur ghur kar mujhe dekhta tha magar kuch kar nahi paata tha. Mujhe use is tarah se sataana achha lag raha tha. Uski haalat dekhte hi banti thi.
Vo drawing mein baitha hota tha to main jaanbujh kar apni kamar lachkaati huyi uske saamne se nikalti thi. Bechara bas aah bhar kar rah jaata tha.
Tin din yu hi beet gaye. Saturday ko hospital se aakar chacha ne gagan se kaha,
"beta kal subah 11 baje ki train hai. Man to nahi kar raha yaha se jaane ka par jaana hi padega."
Main bhi us vakt drawing room mein gagan ke saath hi baithi thi.
"koyi baat nahi chacha ji. Jab bhi moka lage dubara jaroor aana yaha. Ye aapka hi ghar."
"gaaon se nikalne ka vakt hi nahi milta beta. Kheti baadi mein hi uljha rahta hun.
Tum dono aao kabhi gaaon. Nidhi beti ko bhi gaaon deekhao...achha lagega ise."
"jaroor chacha ji. Kabhi moka mila to jaroor aayenge." gagan ne kaha.
"achha main thoda araam kar leta hun. Bahut thak gaya aaj main." bol kar chacha apne room mein chala gaya.
Shaam ko jab main kitchen mein khana bana rahi thi to chacha moka dekh kar kitchen mein aaya aur dheere se bola, "man kar raha hai tujhe chhune ka. Par chalo koyi baat nahi. Khus rahna hamesa."
Main chupchap rotiya sekne mein lagi rahi. Maine badle mein kuch nahi kaha. Kuch kahne ki jaroorat bhi nahi thi.
Raat ko dinner ke baad main kitchen ke kaam khatam karke bedroom mein ghusi to gagan kharraate le rahe the. Aaj vo kuch jyada hi jaldi sho gaye the jabki abhi sirf 11 hi baje the. Main bhi shone ke liye late gayi. Par meri aankho se neend gaayab thi. Main baar baar karvate badal rahi thi. Mere sharir mein ajeeb si bechaini ho rahi thi. Mujhe kuch samajh nahi aa raha tha ki aisa kyon ho raha hai. 11 se 12 baj gaye par meri aankh nahi lagi. Gagan maje se shoye pade the. Achaanak mujhe toilet ka pressure mahsus huva to main dheere se uth kar bedroom se baahar aa gayi. Toilet ki taraf jaate vakt main achaanak chonk kar ruk gayi. Drawing room
mein andhere mein sofe par chacha baitha tha. Use dekhte hi mera dil jor se dhadakne laga. Main vaapis bedroom mein chale jaana chaahti thi. Magar man ke ek kone se awaaj aayi, "jaate jaate ek moka de do bechaare ko khud ko chhune ko." aur mere kadam toilet ki taraf badhte chale gaye.
Chalte chalte mere paaon dagmaga rahe the. Toilet mein ghuste hi maine darvaja ander se achhe se band kar liya. "main koyi moka nahi dungi is dehati ko. I hate him." maine khud se kaha.
Main khud ko relieve karke toilet se baahar nikli to chacha toilet ke darvaje ke paas hi khada tha. Use apne itna karib dekh kar main ghabra gayi. Uske iraade theek nahi lag rahe the. Main bina kuch kahe apne kamre ki taraf chal di.
Magar chacha ne aage badh kar mera haath pakad liya.
"thodi der ruk ja."
"chhodo mera haath varna main cheella kar gagan ko bula lungi."
"paagal mat bano. Chalo thodi der baate karte hain baith kar."
"mujhe tumse koyi baat nahi karni chhodo mera haath."
"ruk jaao na. Itne nakhre bhi theek nahi."
"besharam ho tum ek number ke. Chhodo mera haath varna main cheellaungi."
"tum nahi cheellaogi mujhe pata hai. Sab naatak hai tumhare." chacha ne mere haath ko jor ka jhatka dete huve kaha. Agle hi pal main uski baahon mein thi aur ajaad hone ke liye chatpata rahi thi.
"chhod do mujhe. Main gagan ko bula lungi to kya ijjat rah jaayegi tumhari."
"kal main ja raha hun nidhi. Kal se tumhe pareshaan nahi karunga. Tumne gagan ko ghar par rok kar pahle hi mujh par bahut shitam dha liye hain. Ab aur mat sataao.
Main tadap raha hun tumhare liye. Main vinti karta hun tumse, bas aakhri baar thoda sa maja le lene de. Bas thodi si der ruk jaao."
Enjoyed this story?